Haaye Musibat Kitni
Lyrics
Hai Umme Masaib….. Hai Zainab E Quabra …..(2)
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn…..(2)
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Din To Qaatil Tha Magar Shame Ghariban Mat Pooch,
Jaan Leva Thi Andhero Ki Hukumat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Sab Ke Sab Apne Azeezo Ke Liye Rote The…..(2)
Haaye Hoti Hai Judaayi Ki Aziyyat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Kaun Batlaaye Jo Baithe Hain Dare Sehme Se…..(2)
Un Gharibon Ko Hai Rone Ki Ijazat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Kaun Us Sham Ye Sajjad Se Jaakar Pooche…..(2)
Kis Qadar Roye Hain Aur Ki Hai Ibadat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Sirf Zainab Hi Bata Sakti Hai Us Jungal Me…..(2)
Pesh Abbas (As) Ki Aayi Hai Zaroorat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Kya Khabar Kitne Sakina (Sa) Ne Tamache Khaaye…..(2)
Kya Khabar Tadpi Hai Abbas (As) Ki Mayyat Kitni
Itrate Ahmade Mukhtar Hai Ghurbat Me Faseel…..(2)
Aur Musalmaan Ki Nazar Me Hai Heqarat Kitni
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn
Ek Zainab Ke Liye Haaye Musibat Kitni,
Shaam Aayi Hai To Laayi Hai Qayamat Kitn