HUSAIN (ASWS) Ka Matam
Lyrics
Ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussian ..ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussain (as).....(3)
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussian ..ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussain (as)
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam
Ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussian ..ya Hussain (as) Shah Hussain (as) Ya Hussain (as)
Hussain (as)iyat Ki Zaban Hai Hussain (as) Ka Matam ...hayee...
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Har Ek Dil Pe Hai Ab Tak Hukumat E Sarwar .....(2)
Guzar Gaye Hain Kayee Saal Karbala Ko Magar.....(2)
Who Dekh Ab Bhi Jawan Hai Hussain (as) Ka Matam...hayeee
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Kaha Khuda Ne Mera Zikr Jo Rakhe Baqi..... (2)
Rakhon Ga Baqi Jahan Men Mein Zikrus Ka Bhi .....(2)
To Jnhan Khuda Hai Wahan Hai Hussain (as) Ka Matam…hayee
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Who Chahe Hazrat E Aadma (as) Hon Ya Rasul E Khuda (saww).....(2)
Sabhi Ne Mohsin E Deen E Khuda Ka Sog Kiya.....(2)
Are Payambaron Ki Bhi Jaan Hai Hussain (as) (as) Ka Matam
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Ye Mehro Maah Ye Anjum Ye Keh Kashan Ye Falak.....(2)
Ghame Hussain (as) Mein Rote Hain Inso Jinn O Malak......(2)
Na Ab Ye Puch Kahan Hai Hussain (as) Ka Matam.....hayee
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Kahin Kahin Pe Hai Haq Ki Sada Yahi Matam.....(2)
Kahin Pe Ajr E Risalat Bana Yahi Matam.....(2)
Kahin Pe Teer O Kaman Hai Hussain (as) Ka Matam...hayee
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Jahan Rahenge Ghame Karbala Manayenge.....(2)
Gham E Hussain (as) Mein Dil Ka Lahoo Bahayenge.....(2)
Hamare Khoon Mein Rawan Hai Hussain (as) Ka Matam
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Ay Har Ek Cheez Hai Masroof Sheh Ke Matam Mein.....(2)
Siyaah Posh Hai Ka'abah Hussain (as) Ke Gham Mein.....(2)
Arye Har Ek Shai Se Ayaan Hai Hussain (as) Ka Matam....hayee
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)
Faseel Hur Ki Tarhan Qismaton Ko Waaa Kar Ne.....(2)
Namaz E Ishq Ko Aaye Koi Adaa Karne.....(2)
Ke Ab Bhi Misle Azaan Hai Hussain (as) Ka Matam
Payaam E Amn O Amaan Hai Hussain (as) Ka Matam.....(2)